Soch gehri ho jayein to faisle kamzor ho jaate hain
Jab aap bahut kush hotein ho to,
Aap uske pass jaate ho jisko aap bahut jyada pyaar karte ho(eg. girlfriend/boyfriend)
Jab aap bahut dukhi hotein ho to,
Aap uske pass jaate ho jo aapko bahut pyaar karta hain(Wife/Husband/Parents)
Zindagi ki kadar maut ke kareeb aane par hoti hain
Waqt ki kadar samay ke nikal jaane par hoti hain
Main logo ko Zindagi ki hakikat se ru ba ru karvao to zindagi ko kareeb se samajhne ke badle wah wah hoti hain
Friday, June 24, 2011
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
Hum is soch k paimane me itne doob gaye...lamhe jo humare the wo peeche chhut gaye..
Sochte hain ki zindagi se kise kya chahiye...ye to ek nazariya hai.... ki Zindagi se kise kya chahiye...log aise bhi hain...jinhe sirf ek zindagi ki aas chahiye...
Aaj sochte hain ki beete pal wapas aa jaayen...zindagi se phir roobaru wo humko kara jaayen...kuch khwabon ki chahat me kuch sapne toot gaye...lamhe jo humare the wo peeche chhut gaye.
Post a Comment