Roz nayein log milte hian yahan jo sochte kuch hain aur bolte kuch aur hain ....
Yeh saali zindagi
Ham chahein kisi ki naukri bachana log chahein hamari naukri kha jaana...
Yeh saali zindagi
Anzaano ki bheed main kaun hain apna yaha kaun chahein dushmani nibhaana..
Yeh saali zindagi
Ham mehnat karein log apna ullu seedha karein...
Yeh saali zindagi
Ham bachyaein logo ko lekin log chahein fir bhi doob jaana...
Yeh saali zindagi
Aaj kal ke college passout karein bharosa unpar jinhe kudh kuch nahin aayein
Ham seekhayein unhe to ulta hamko hi seekhayein..
Yeh saali zindagi
Friday, March 4, 2011
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
bilkul sach kaha...ye saali jindagi..sochte kuch hain hota kuch hain....
ye saali jindagi roj naye sapne dikhati hai aur baad me pura na hone pe khud hi rona sikhati hain
ye saali jindagi...isko jitna samjhne ki koshish karo utni phas jati hain ye saaali jindagi....
woow very good
Post a Comment