IT ke bandho ki zindagi barbaad IT ke HR ke aage,
Dewaano ke gam ka kya muqabla IT main kaam kar rahein logo ke aage,
Shaayaro ki shaayari barbaad IT ke shaayaro ke aage.
IT main Deewano ka hua hain bura haal,
Na office ki sambhal rahin hain na ghar ki,
Ek resign karke chal di aur dusri wapas ghar laut jaane ka dam bhardi.
Fir Mid term appraisal aaya hain,
HR ne na bharne par kuch bhi hike na hone ka saal ke end main darr dikhaya hain,
Logo ne mazboori main bharkar ek din apna gavaya hain.
2 din ke liye ham engagement par chalein, 2 ke 20 din hamein lagein,
Opportunity ham miss karein, baaki sab encash karein,
Ham aane ke baad fir next engagement par chalein,
Ghar par roz jawab hamein dene padein, 2 ke 20 din hamein lagein.
Tuesday, October 12, 2010
Sunday, July 11, 2010
Zindagi ka falsafa
Ummeedo ka janaja nikla hain ek hafte pehle
Hum note doondh rahein the naye offer letter main
Management ne chillar bada di hamare aage
Tufaan abhi aane ko hain, chillar ki khanak sunke
Aaj kal yeh mahol hain
Seat par kam log amphitheatre main jyada nazar aate hain
Jiss kise kaam kaho wahin 2-4 suna jaata hain
Jurm koi aur karein PM faukat main maara jaata hain
Tufaan abhi aane ko hain, chillar ki khanak sunke
Sab naukri doondhne main lagein hain
Aur de rahein hain interview khadein khadein
Rok sako to rok lo

Sunday, June 13, 2010
Falsafa continued
It's most hard (and most important) to have food and a roof over your head,
But after that... the Universe has no limit!
If you don't have a vision,
If you don't know what you will be doing today,
If you don't know what you will be doing in years to come,
If you don't know where is your career heading for,
Than it is time to say good bye to IT.
Rone ke liye puri zindagi padi hain,
Galtiyaan nikalne ke liye pura din,
Aur kaam karne ke liye sirf aane wala pal,
Har pal kimti hain isse rone aur galtiyaan nikalne main barbaad na karo.
Koi kaam chota nahin hota,
Dekhne ka nazariya aur apne kaam karne ka tarika isse chota aur bada banata hain.
Chai coffee bechne walein bhi 50 paise se lekar 2 Lakh per day ki income generate kar lete hain.

Friday, February 12, 2010
Zindagi ka Falsafa
GPW aaya hain......
Vendor ne paise banaya hain,
Company ko chuna lagaya hain...GPW aaya hain
Customer company ke kharche par ghoom liye,
Badiya kha peeke nikal liye,
Umeedo ke pool bandh gayein
Appraisal hamara jaam kar gayein .... GPW aaya hain
Kuch stall main raunak thi,
Hamari strategy galat thi
Ham services ka dum bharte hain
Log ladkiyon ko aage karke bheed ikhaati karte hain.. GPW aaya hain
Ham to free khane se bhi darte hain
Kyun ki ek ke dus dene padte hain .. GPW aaya hain

Subscribe to:
Posts (Atom)