Thursday, November 7, 2013

Insaan ki soch


Bhagwan ne duniya banayi baaki sab made in China

Insaan ki soch hain
Jo sahin kiya woh hamne kiya
Baaki sab kiya dhara dusro ka.

Insaan ko apni majoori aur kamzori ka ehsaas akele rehne par hota hain
Yaha to usse majboori maar deti hain
Yaha fir kamzori kha jaati hain

You will loose your identity
If you change country or religion

Kal na apno ki kami thi na dosto ki,
Aaj social sites main doondhte hain apno ko ham yaha
Aane wala kal main ham kutte billiyon ke saath ghoomte nazar aayenge yaha