Wednesday, June 29, 2011

Zindagi se fir Roo ba Ru

Hum is soch ke paimane me itne doob gaye, Lamhe jo humare the wo peeche chhut gaye..
Aaj sochte hain ki beete pal wapas aa jaayein...
Zindagi se fir Roo ba Ru woh humko kara jaayein...
Kuch paane ki chahat me kuch sapne toot gaye,Lamhe jo humare the wo peeche chhut gaye.(Contributed by Saurabh Shrivastava)


Promotion in -
1st year - Your Diplomatic nature and winner of Office politics
2nd year - Consistent good performance of yours in the organization
3rd year - Default by the organization
4th year - Donation from the organization
5th year and Above - Time to leave the organization

Friday, June 24, 2011

Soch gehri ho jayein

Soch gehri ho jayein to faisle kamzor ho jaate hain

Jab aap bahut kush hotein ho to,
Aap uske pass jaate ho jisko aap bahut jyada pyaar karte ho(eg. girlfriend/boyfriend)
Jab aap bahut dukhi hotein ho to,
Aap uske pass jaate ho jo aapko bahut pyaar karta hain(Wife/Husband/Parents)

Zindagi ki kadar maut ke kareeb aane par hoti hain
Waqt ki kadar samay ke nikal jaane par hoti hain
Main logo ko Zindagi ki hakikat se ru ba ru karvao to zindagi ko kareeb se samajhne ke badle wah wah hoti hain